AOA
Mushat Zani se murad fard ka mubashrat k ilawa kisi b or triky se Mani ko kharaj krna ha. Khud lazati ka sb se ahar zariya mushat zani ha. baz mahreen isko (Oral sex) b khty hn..
(Yad rahy k zakar(Penis) ko hath lgane se wazoo toot jata ha.. isi trhan Mani k ikhraj se Roza toot jata ha or gusal farz ho jata ha)
Mushat Zani k hwaly se bohat c galat baten msh,hoor hn.jinhon ne nujwano ko bohat pareshaan kr rkha ha. mushat zani se insan apne hath se apni jinsi khwahish pori kr leta ha. bohat se log 1 weak mn 2, ya 3 baar mushat zani kr lety hn. or baz log to rozana 7 se 8 baar tak ise krty hn.
App aj kal sex problems k hwale se koi b book utha kr dekh len us me sb se ziada nuksanaat musht zani k e likhy hon gay...
ye masla mardon mn ziada ha or orton mn kam ha.. mukhtalif researches se sabit howa ha k 95 se 99% log is k aadi hoty hn....likan ab nai research se sabit howa ha k aj kal hr mard apni life mn 1 baar zaror musht zani krta ha... 95% log ye baat maan jaty hn k wo mushat zani krty hn or baki 5% log jhot bolty hen...
isi research ne sabit kia ha k bohat se shadi shuda log b is k aadi hoty hn...
mushat zani k hwaly se aj kal bohat c galt baten pheli hoi hen jesa k aj kal bohat se neem hekeem kehty hn k is se dmag or nazar kamzor ho jati ha.. zehni pressure bohat ziada ho jata ha... penis ki ragen obhar ati hn or wo teraa ho jata ha. darmiaan se patlaa ho jata ha. be cheni, udasi, ghbrahat taari ho jati ha insan pe, mushat zani se jareyaan, ehtelam,surat e inzaal, or na mardi jese marz peda ho jaty hn wgera wgera...
lekin asal haqiqat ye ni ha....
Mushat Zani Nuksaan Daa ni....
haqiqat ye ha k mushat zani k kisi b kisam k bure asraat ni hn ye amal insan k dmag ya jisam k liye kisi b trha se nuksaan daa ni ha, agr mushat zani nuksaan daa hoti to aksar logon k hathon k sar k baal gir chuke hoty, chehry dano or phinsiyon se bhary hoty aksar ko mirgi k dory par rhy hoty,, zakar(penis) ki lagri ki wja se aksar ki biwiyan bhaag gai hoti ,,,,,,, zra apne ird gird nzar ghooma kr dekhen k kia asa ho rha ha?????
baz log kehty hn k ye 1 had se ziada ki jay to nuksaan hota ha lekin koi ye to btay k wo had kia ha,,,, sach to ye ha k koi had ha e ni....
Ye 1 dhoka or jhot ha ap khud sochen k kia ziada bolne se insan ki zubaan kamzoor ho jati ha kia?? ye jo insan kam bolta ha wo ziada taktwar hota ha???
hr fard 1, dosry se mikhtalif hota ha,, kisi ki had 1 weak mn 1 baar or kisi ki had 1 din mn 4 baar mushat zani krna hoti ha,,, lekin 1 din mn 7 ya 8 baar krna had se guzrna ho skta ha ,,,
haqiqat ye ha insan had se ziada mushat zani kr e ni skta Q k agr wo had se ziada kre ga to Mani khtam ho jay gi or zakar(penis) sooj jay ga or us mn or khasiyon mn dard hone lgy ga or Mani ki jga khoon ane lgy ga or infection b ho skti ha......
lekin dilchasb baat to ye ha k kuch din mushat zani chorne se sb kuch phir pehle jesa ho jay ga,or insan ki sehat mn koi fark ni pare ga....
aksar log mushat zani krne k baad sharmindgi ka shikaar ho jaty hn or apne ap pe bohat afsos mehsos krty hn kisi kam mn dil na lgna or bhook ka na lgna wgera ko apni bimari samjh lety hn apne jisam k halky pan ko b bimari samjh lety hn lekin haqiqat mn wo kamzor ya bimar ni hoty bal k mushat zani k bad insan relex ho jata ha jisam halka ho jata ha jisko insan bimari ya kamzoori samjh leta ha..
haqiqat ye ha k Mani ka ikharaj 1 normal or sehat mand amal ha or ye bat sabit b ho chuki ha ap khud dekh len k aksar log shadi se pehle bohat smart or kamzoor hoty hn lekin shadi k bad wo pehle se ziada sehat mand ho jty hn...
1 bat yad rkhen k Mani kbi permanent tor pe khtam ni hoti mani jitni khaarij hoti ha uski jga utni e Mnai nai peda ho jati ha... ye bilkul hmare thook ki trhan ha hm din mn chahe 100 baar thook den lekin thook kbi khtam ni hota isi trhan ye Mani b jitni khaarij ho utni e nai peda hoti rhti ha...
Dunia k jane mane researchers or Doctors(Barbach, Reube, kothai) or bohat se doctors se research se ye sabit kr dia ha k mushat Zani k koi nuksaan ni hoty.......
Islam mn is hwaly se bohat se mafhoom hen bohat se ulmaa kraam ki abi tak is bare mn behas jari ha k mushat zani hilaal ha ya hraam... lekin abi tak koi b 1 bat thoos saboot k sath samne ni ayi ha,...